Ancient Bell Foretells Boy's Tragic Death in English Village – AI Generated Video | Hailuo AI

Generate & Play Hailuo AI video:Bohat saalon pehle England ke aik gaon mein aik purani ghanti thi. Log kehte thay ke jab bhi koi marne wala hota, bina kisi haath lagaye wo ghanti khud bajti thi. Aik din, gaon ka sabse jawaan aur tandurust ladka, jo kabhi beemar nahi hua tha, us ghanti ki awaaz se jag gaya. Subha sab log ghabra gaye kyun ke ghanti ne baj kar uss ka naam "shout" kiya tha. Sab ne kaha ke yeh toh mumkin nahi, wo bilkul theek tha! Magar kuch ghanto baad, ladka jungle mein ghoomte waqt zameen mein bani aik purani khatarnaak khayi mein gir gaya... aur uski maut ho gayi. Us din ke baad, logon ne ghanti ko gira diya, lekin kehte hain ke raaton mein ab bhi ghanti ki halki awaaz sunayi deti hai... aur jab sunayi de, samajh jao, maut qareeb hai.

Original AI Prompt

Download

AI-Powered Analysis

A tale of a bell that foretells the tragic death of a young boy in an English village.

You Might Also Like